Jeena hai sirf ek baar
Fir na milegi, fir na aayega
Jivan ki ye gharia
Jivan Ki har ek kadam par hi
Dekho kitne imtahaan
Na samajh hai aise me hum
Kab aur kaha murjhaye
Yeshu hai humara, Jivan sahara
Yeshu hi raaha dikha
Kehata hai Yeshu hum logose
Main hu path sattya jivan
Jo koi Mujhko apnayega
Jivan naya payega
Yeshu ka Bachan hai dipak humara
Yeshu hi raaha dikha
No comments:
Post a Comment