Bhule aur bhatke the hum
Jaate to jaate kaha
Kisi ne bataya hume
Yeshu Masih hai yaha
Dunya ki chinta ko chodo,
Aage hi badhta tu chal
Paayega shani aaram,
Jeevan milega tumhe
Jeevan ki roti hai Wo,
Jaisa ki Usne kaha
Jeevan ki jyoti hai Wo,
Jag ka ujala bhi hai
Song Author: Unknown
No comments:
Post a Comment