Saturday 16 April 2022

Karta Hun Main Teri Chinta | Hindi Christian Song | Hindi Gospel Song Lyrics

Karta hun Main teri chinta
Tu kyu chinta karta hai (2)
Aansuon ki ghaation mein
Haath na chodunga tera (2)

Meri mahima tu dekhega
Khudko mere haathon mein dede (2)
Meri shakti mein tujhko deta hu
Chalaunga har din meri kripa mein (2)

Sabhi tujhko bhoolenge to bhi
Kya Mein tujhko bhoolunga kabhi (2)
Apne haathon mein tujhe uthaakar
Chalaunga har din issi jahaan mein (2)

Abraham ka mein Parmeshwar hu
Adbhut kaarya kyu na karunga (2)
Laal sagar me rasta diya
Aaj bhi Mein karne ke yogya hun (2)

No comments:

Post a Comment